Koi Aur Nahien Sirf Imran Khan Sahab He Nikaal Saktay Hain Pakistan Ko Inflation Say

Pakistan is among those countries where inflation stays longer than the government itself. Lekin humaray interior minister Sheikh Rasheed Sahab ko yaqeen hai keh koi aur nahien sirf Imran Khan sahab he Pakistan ko inflation se nikaal sktay hain.

Koi Umeed Bar Nahi Aati,
Koi Soorat Nazar Nahi Aati…

Mout Ka Aik Din Muayyan Hai
Neend Kyun Raat Bhar Nahi Aati?

Akhir Imran Khan sahab ko raat mein neend kyun nahien aati?

Inflation, Inflation aur aik baar phir Inflation. Kabhi door se hath hilaati hai kabhi galay se lag jaati hai inflation ki beemari mulk ko dheemak ki tarhan khaa jaati hai. We are living in an era where almost all the countries to some extent are facing the issue of inflation. Pakistan is among those countries where inflation stays longer than the government itself. Lekin humaray interior minister Sheikh Rasheed Sahab ko yaqeen hai keh koi aur nahien sirf Imran Khan sahab he Pakistan ko inflation se nikaal saktay hain.

Mehngai he wo waja hai jo Imran Khan ko sonay nahi deti par kia na sona mehngai khtam kar paye ga. Inflation is the sole reason why most of the people lost confidence in this government. Par is mai sara government ka kasur nahien hai balkay kuch shaitaani Corona ki bhi hai. This is a harsh reality that whenever we are faced with hardships we try to pin others for causing those problems. Where we can find a solution unilaterally we start playing the infamous blame game. This is exactly what is happening government is blaming opposition for inflation, people are blaming government for the inflation meanwhile the legends ‘mehngai us bachay ki waja se hai jo soda khareednay kay baad bachay huay paise wapis nahien karta, aur ghar walay smjhtay hain mehngai ho gai hai.aa’

Jee han ye bacha bhi zimedaar hai is mehngai ka. On one occasion PM Imran Khan also told PTI spokesperson to tell people that ‘there is no inflation.’ However, in a recent interview he admitted to the inflation that Pakistan is facing now.

The price hikes issue is not just a problem for the lower class but the whole nation is in the clutches of inflation. Though, Pakistan has advanced economically as well, like rise in GDP growth but it was not enough to bring the country out of inflation. However, there are people who still have their hopes high that this government jatay jatay mehngai ko bhi sath lay jaye gy. Jesay mulk mein se gurbat khatam hoye, lakhoun jobs ayien, bijli tou kabhi gai he nahine aur gas … bus karo bus karo rulao gay kiya, aise he mehngai ka bhi khatma yaqeeni hai. Is sab k baad hakumat ki taraf se aik bari khushkhabri ka elaan

This is really what we all wanted at least ghabaranay tou dain. We still pray and hope puri nahien tou thori si mehngai kam ho jaye. Even in these times of inflation do not forget to take care of those who can’t even afford single meal a day. This is when the whole nation and political parties should set aside their differences and let the unity guide them out of this inflation. Otherwise, when history repeats itself the whole nation suffers great losses.

Written by Shaheer Ahmed

Comments

Leave a Reply

Azam Khan Swati

Azam Swati-A person of determination

Jawani Phir Nahi Ani Shoot Hogi Chaand Per!